|
Title: YAAR BADALNA JAANA MAUSAM KI TARAH View count: 7650 Rating: 4.0 (3 ratings) Description: This Romantic song is from movie "Talaash", this song was sung by Udit Narayan n Alka Yagnik. The Lyrics of this song go's here:- Armaanon ke is gulshan main tum aaye ho sawan ki tharah Yaar badal na jaana mausam ki tharah oh mere yaar badal na jaana mausam ki tharah Tum kya janon mere dil main tum rahthein ho dhadkan ki tharah yaar badal na jaana mausam ki tharah oh mere yaar badal na jaana mausam ki tharah Sagar ke sang reh kiran suraj ke saath main chalthi hai shama hamesha parwanein ki chahat bhi hi jalthi hi ho, phool main khushboo rahthi hai or seeth main mothi rahtha hai tera mera hoga milan dharthi se ambar kehtha hain Mere hontompe rehna hardam sasom main chupi sargam ki tharah yaar badal na jaana mausam ki tharah oh mere yaar badal na jaana mausam ki tharah Milke juda ab hone se dil kyun dartha hai khone se (2) Main tere saath main ab rahoonga sada maine li hai khasam hai mera fesela aakhiri sahs tak na honge juda Yaar badal na jaana mausam ki tharah oh mere yaar badal na jaana mausam ki tharah Tum kya janon mere dil main tum rahthein ho dhadkan ki tharah Yaar badal na jaana mausam ki tharah oh mere yaar badal na jaana mausam ki tharah Sarkar badal na jaana mausam ki tharah dekho, yaar badal na jaana mausam ki tharah ... :) Tags: yaar, badalna, jaana, mausam, ki, tarah, Author: koolChiku |